Gadar Movie Dialogues: 20 Iconic Dialogues From Gadar & Gadar 2

Gadar Movies
New Releases

Gadar movie dialogues have left an indelible mark on Indian cinema audiences. Released in 2001, this epic romantic drama set against the backdrop of the Partition of India showcased stellar performances, a gripping storyline, and some unforgettable dialogues. Gadar’s iconic dialogues are still a rage among the audience. Now, over two decades later, the sequel, Gadar 2’s dialogues are reigniting the fervor among fans. In this blog, we’ll dive into 10 famous Gadar movie dialogues that played a pivotal role in shaping the legacy of Indian cinema while also taking a look at 10 Gadar 2 dialogues that are being loved by the audience.

Top 10 Gadar Movie Dialogues

  1. “Apka Pakistan Zindabaad Hai… Isse hume koi aitraaz nahi… Par hamaara Hindustan Zindabaad tha, Zindabaad hai aur Zindabaad rahega.” – Tara Singh
  2. “Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon … toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon.” – Tara Singh
  3. “Ek kagaz par mohar nahi lagegi … toh kya Tara Pakistan nahi jayega? Mujhe mere bachche ko uski Maa se milane se ki koi taaqat… koi sarhad nahi rok sakti.” – Tara Singh
  4. “Siyasatain badal gayi, watan ke naam badal gaye par dil ke jazbaat toh nahi badle jaa sakte na.” – Sakeena
  5. “Kisi ko Hindustan Chahiye, Kisi ko Pakistan, Insaan ki toh insaano ko zarurat hi nahi hai.” – Sakeena
  6. “Rab ek, Khuda ek, toh uske banaye huye sab bande bhi ek hi huye na? Fir kya singh aur kya khan.” – Sakeena
  7. “Saari duniya jaanti hai batwaare ke waqt hum logon ne 65 crore rupaiye diye thhe, tab jaake tumare sar par tarpaal aayi thi… Baarish se bachne ki aukaat nahin goli baari ki baat karte ho” – Tara Singh
  8. “Saans Jism me aana bhul sakti hai, Subah nikalna bhul sakti hai, Aap apne khuda ko bhul sakte hain, Lekin hum unhe bhul jaye, Namumkin hai ye ” – Sakeena
  9. “Baap bankar beti ko vida kar dijiye, isi me sabki bhalai hai, warna agar aaj ye jatt bigad gaya to saikdo ko le marega…” – Tara Singh
  10. “Musalmani hai ye, Musalmani hai, Lo ab ye ho gayi Sikhni… ab kisi ne iski taraf ankh bhi uthayi na, wahe guru ji di sau gardan ukhad dunga…” – Tara Singh

Top 10 Gadar 2 Dialogues

  1. “Tussi Tara Singh nu pehchande nahi, dushmana nu puchcho Tara Singh kaun hai” – Tara Singh
  2. “Apni maa ki aankhon me jab aansu dekkhta hoon na, toh jee karta hai sansaar ko aag laga doon, saare darr bhaj jaate hai.” – Jittey
  3. “Main Tara Singh da puttar hoon, main kisi bhi halaat mein ek bete hone ka farz nibha lunga” – Jittey
  4. “Miya agar hasrate aukat se zyada badh jaye na, to tabahi ke liye dushmano ki zarurat nahi padti”- Tara Singh
  5. “Namaz padhne ja rahe hai na aap, toh allah se apne liye dua maang lena, ki mera pappe yahan na aaye, kyuki agar wo yahan aa gaya na, aur usne meri ye halat dekh li, toh tere itne chithde karega, ithe chithde karega itne chithde karega tera poora pakistan nahi gin payega”-  Jittey
  6. “Tune jitni quran padhi hai na, use kahi jada meri maa ne mujhe sunai hai samjhayi hai “- Jittey
  7. “Bohot zulm kar liye tum logon ne Hindustan me musalman bhaiyon par, ab hum unhe azadi dilayenge” – Hamid Iqbal
  8. “Kisse azadi dilaoge tum, hindustan musalmano ka hai, hindustan christiano ka hai, sikho ka hai, hinduon ka hai, har hindustani ka hai, aur inn sabne milkar azadi ki ladai ladi hai, qurbaniya di hai” –  Tara Singh
  9. “Agar yahan ke logo ko dobara mauka mile na hindustan mein basne ka, toh adhe se zyada pakistan khali ho jayega, tumhara ye siyasipan tumhe bhikhari bana dega, katora lekar ghumoge, bhikh bhi nahi milegi ” – Tara Singh
  10. “Par mere bolne se kya hoga, agar maine murdabad ka nara bhi laga dia na, toh mere mulk ki shaan kam nahi hogi, humara tiranga asmaan mein lehra raha hai aur woh lehrata hi rahega, agar har Pakistani ne Hindustan murdabad ka naara bhi lagaya na toh unki aawaz humare border tak bhi nahi pohochegi, aur agar har hindustani ne zindabad ka nara lagaya toh uski awaz ki gunj tum sabko faad degi…. Hindustan Zindabad”- Tara Singh

The Gadar franchise has undoubtedly left an enduring impact on Bollywood and its audiences. The amount of love these iconic dialogues have received is a testament to their timeless appeal.  Whether it is Gadar: Ek Prem Katha or Gadar 2, these movie dialogues echo an unforgettable cinematic journey. Now, cinema fans all over the world can experience both, Gadar and Gadar 2 from the comfort of their homes with ZEE5. Simply log in to the ZEE5 app or website using your credentials and jump into the world of Tara Singh, Sakeena, and Jeete.