Gadar Saga Unleashed: 5 Iconic Dialogues from Gadar & Gadar 2

Apka Pakistan Zindabaad Hai… Isse hume koi aitraaz nahi… Par hamaara Hindustan Zindabaad tha, Zindabaad hai aur Zindabaad rahega.” – Tara Singh

Apni maa ki aankhon me jab aansu dekkhta hoon na, toh jee karta hai sansaar ko aag laga doon, saare darr bhaj jaate hai.” – Jittey

Siyasatain badal gayi, watan ke naam badal gaye par dil ke jazbaat toh nahi badle jaa sakte na.” – Sakeena

Main Tara Singh da puttar hoon, main kisi bhi halaat mein ek bete hone ka farz nibha lunga” – Jittey

Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon … toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon.” – Tara Singh